Zindagi main har lamhe main dhundtii hoon khushi.... pata nahi us din kya hua mujhe..chup akele..bas pucha aapne dil sai..ki hua kya dil bola..aaj hoon main udaass...bas dhund raha hoon koi ek aise aas..jiske gale lag jaoon bana..lu uskoo aapna khass...ki jab mann ho lag jaoo uske gale or keh doon aapne dil ki baat aapne har aansoonn kai saath.......!!
Dil jab bhar jata hai toh dhundta hai bas kuch or nahi us ek ko ...jo ho sirf mera..sunta ho sirf mujhe bandhe mujhe main ek aisa vishwasss....ki chahe ho kuch bas karu...har baar kuch aisa...ki dil kai saath ho har kisko yakeen mere us yakeen pai...ki naa samjhoo mujhe tum kuch is kadar kamjoor...mere pass hai wo...jo dilata hai yakeen mere dil ko...ki bas U THE ONE....... par kya karu...jo yeh aansu hai wo bhi nikalte hai sirf uske samne...kyunki janta hai yeh dil ki bas hai wo ek jo samjhega mujhe mere in ansuoon ko....jo karega mujhme wo vishwass....!!
Pyaar ho khushi ho ya gam.....bas dil ek baat kehta hai.... ki in aansuoon ko na behne de... kyu hai ye aansu...kar rahi hai tu inki kadar..or karta hai wo inki kadar...par kya koi samjhega iski kadar....toh kyu yeh aansu jab wo hai tujhe teri har khushi dene wala....bas has muskuraa....NO MORE TEARS>>>>>>> baby.....love ur smile..leave those tears..why those tears ... :)

