Kab Hoga Yeh?? Ho rahi hu ghum kahi us boond kai jaise, Jiska karta hai wo intezaar...
Us sukhe pathar kai jaise kab liptegi wo mujhse jiska kar raha hu intezaar har pal main...
Kya hai sach ki meri ek awaaz pai wo aajaye chupke sai hai toh Kab Hoga Yeh??
Har manzar main marta hu har saans ko jeeta hu, Bas jab dil ruansa hota hai toh sambhal kar keh deta hu, mar bhi jau toh wo saans banegi meri,kahi mujh main jee legi wo aapne aap ko...
Tham ja theher jaa bas is pal main, Kyunki hain wo yahi kahi, hai agar yeh ek sach toh Kab Hoga yeh??
No comments:
Post a Comment