Wednesday, August 31, 2011
Sapne ...... Ek saach ka ehsaas!!
Sapne bade beraham hote hai,sambhalo nahi toh kho jate hai,tarasta hai har pal ki buna hai maine, sanjoya hai maine..
Har pal main har sapne ko itne pyaar sai, raah bhatakna nahi chata mera dil warna kahi na kahi yeh sapne bikhar jate hai..
Par sapnon ka daaman na chhodungi kyoun ki woh bahut khoobsurat bewafa hote hain gathri mein sahi unko kaandhe par sambhaal ke rakhoongi aaj nahi par kal unko pura karne ka sahas main rakhungi...
Aankhe band karo toh zindagi ka rukh kuch yu nazar aya. shidat ka sparsh tha khudki parchayi thi or aapne aap par vishwass nazar aaya
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment